DjPunjab Official

Door Akashhh Mp3 Song Lyrics DjPunjab

Download Door Akashhh mp3 song, Door Akashhh full album download
Title: Door
Album: Door
Artists: Akashhh
Music: Akashhh
Lyrics: Akashhh
Label: Akashhh Music
Category: Single Songs
Released On: 2017-08-31
Description: Door Akashhh Mp3 Song Lyrics, Door lyrics song by Akashhh Belong Album Door released on 31 Aug 2017 in latest Punjabi Single Songs. This song lyrics by Akashhh and its music given by Akashhh released under under the music label of Akashhh Music.

Play song

Door Lyrics

Rap 1

Kaise
Khud ko Main kr du maaf
Mere Dil me jo tu chor gai chap
Kaanp jata hu tujhe main sochte hi
Ye yaade q na tu noch le gai
Main zinda Tha khus khud Akele
Aaj aansu bhahe mere sakal pe khele
Besak akel mujhe tu kr gai to fir maut q na mujhko tu de gai
Veek manga tha tujhse iss dhet ne
Apne kho diye tujhe pane ke jeet me
Khudkhusi wala khat likkha mere iss geet ne
Ho door mujhse ab mujhe jeene de
Ek dil tha jo iss seene me
Tode diya tune usse seene me
Muskil ho raha ab jeene me
Ho door mujhse ab mujhe pine de




Ho door mujhse ab mujhe jeene de
Ho door mujhse ab mujhe pine de
Ek dil tha jo iss seene me
Tode diya tune usse seene me
Muskil ho raha ab jeene me

Rap 2

Maine toh sil diye the apne hootn
Tere baare me na kaahu bahut
Par kalam ne mere kambakat
Dil-e-Dastan batake di rahet
Meri kahani pe tera naam
Tune diya dhoka tha tera kaam
Tere dhoke ka kya maine istemal
Dard apne likh ke maine kya kamal
Halal kiya tere diye dard ko
Bahar nikala maine uss mard ko
Jaana aap itni Q khudgarz ho
Dil de baithi har us mard ko
Jo dikhaye rob paisa udaye
Jism Zaroori saccha pyar na aye
Khuda ek dil ke liye bas ek dil banaye
Jo samaye dil me aye bas wohi dil me reh jaye
Maine bhulaya jo mere saath hua h
Jo khuda ne chaha wo hi hua h
Pyar na krna ye woh jua h
Sacche pyar ka dunia me bas haar hua h


Rap 3

Haan Bas manga tha tujhse thoda pyar or wafa
Tu ho gai jana mujhe se aise khafa
Teri zindigi se ekdaam ho ek daafa
Par dil mana nahi kabhi tu thi bewafa
Honge teri v majburi hogi tu v majbur
Mera dil thodne se phyle tune apna dil thoda h zarru
iss pyar me tujhe v to tha itna gurur
Teri meri galti nahi h rab ka kasur
Usne tera pyar diya mujhe tujhe na diya
Koi na kate waisi raat jaise main h jiya
Tujhe soch ke main na ek ghut h piya
Ye sawal khud se maine jab h kiya
Kya hua tha q uss din chor gai
Tu pattar samaj ke dil mera thode gai
Main dang tha tere iss bartab se
Banke khada tha main ek murti
Tune murke kabhi fir dekha nahi
Ye sab baate aaj v main bhula nahi

Door Mp3 Song Lyrics By Akashhh


Play song
Back To Home
DjPunjab.Id